![]() | DD = Dil say Dil Tak |
| |||||||
| Notices |
| |
| Visit ChatDD's Blog from the members of ChatDD Forums. |
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| Shair-o-shaairy ka zook Rakhnay walay Members k lia Baitbaazi ka ye silsila start ker raahy hain Her Member Above Member k shair k Last word se new shair lekhay ga so here we Go ................ Hum Cheen Lain gay Tum se Ye shaan-e-Be Niyazi Tum Manghtay Phiroo Gay Hum se Gharoor Apna !!
__________________ ![]() |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| Ab k jub ous say milain gay to kaheen gay kia kia Buss yehi sochtay din raat guzar jatay hain ![]() ![]() ![]()
__________________ haal-e-dil mai.n ne jo duniyaa ko sunaanaa chaahaa mujh ko har shaKhs ne dil apanaa dikhaanaa chaahaa |
|
#3
| ||||
| ||||
| Great work MH Here's My Participation ..... Nikala mujh ko jannat se Fareeb-e-Zindagi de ker Dia phir shoq jannat ka ya herani nahi jaati Ye..... |
|
#4
| ||||
| ||||
| Thanks Imaan Ashraf J ![]() yaa mujhe ehasaas ki iis qaid se kar de rihaa warna dewana banaa de zindagii ai zindagii ..
__________________ ![]() |
|
#5
| ||||
| ||||
| Yarab dil_muslim ko wo zinda tamanna day Jo Qalb ko Garma day jo rooh ko tarpaa day |
|
#6
| ||||
| ||||
| yeh bhi mumkin hai us ko abhi tak kisi ne bataya na ho koi sooraj ko dai aay ja ke khaber ,din nikalta nahi
__________________ ![]() |
|
#7
| ||||
| ||||
| Ye b adaab humaray hain tumhein kya maloom Hum tumhein jeet k haaray hain tumhein kya malaaom Ek tum ho kay samjhtay nahi apna humko Ek hum hain kay tumharay hain tumhein kya maloom |
|
#9
| ||||
| ||||
| Anna kay morr pe bochhray tu humsafar na milay Hum ek sheher mein reh ker bhi umer bhar na milay |
|
#11
| ||||
| ||||
| Nahi ishq main is ka tu ranj hamain k qaroro shakaib zara na raha Gham-e-ishq tu apna raqeeb raha koi aur bala se raha na raha |
|
#13
| ||||
| ||||
| Ya kahan ki dosti hai k bane hain dost naseh koi chara saaz hota koi ghum guzar hota |
|
#14
| ||||
| ||||
| Ana ki jung main hum jeet tu gay lakin Phir is k baad bohat dair tak nidhaal rahay Last edited by ! Aatish !; 01-13-2007 at 10:48 PM. |
|
#15
| ||||
| ||||
| Yeh meray charon taraf kis liay ujala hai Tera khiyaal hai ya din nikalney wala hai |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |