![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
| Watch Live Geo News TV |
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo MaweshioN ko bandh ker Bartano ko manjh ker sirf kapre dho o nahi Istiri bhi kia karo kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo ParosiyoN k murgh sang MurgiyaN to bhag gayeeN Darbay maiN ab to beth ker khud hi ande dia karo kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo KabootaroN ki Aarh maiN Kabootari ko dekhna KhirkiyoN pay beth ker KhirkiyoN maiN jhankna ab to aik mint bhi chat pay na raha karo kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo ye aaj kal k bhase haiN Qaba badan ki qaide maiN Jism or libas mai kuch fasla diya karo kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo Begum agar hay mehrbaN khatre ka hay ye ik nishaN farmaishoN ka ik jahaN kar na de baynaam-o-nishaN bazar maiN phira karo bill pay bill ada karo kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo ![]()
__________________ ![]() x´¨) ![]() ¸.·´¸.·´¨) ¸.·*¨). ![]() (¸.·´ (¸.·´ .·´ __________ .·´ ¸.·*`·-» «¤ºفرحان |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| ha ha ha ha nice sharing bro kaya yeh aap ki zaati hay??? agar yes to theek hay warna funny mien move ker di jaaiy gi. So inform us bro
__________________ |
|
#4
| ||||
| ||||
| Quote:
Roomi Bhaiya ko dekh ker likhi thi
__________________ ![]() x´¨) ![]() ¸.·´¸.·´¨) ¸.·*¨). ![]() (¸.·´ (¸.·´ .·´ __________ .·´ ¸.·*`·-» «¤ºفرحان |
|
#5
| ||||
| ||||
| Hahahahaha...thats really funny...gr8 work bhai ..u've made me laugh today... ![]()
__________________ ![]() GW Bhai bahut hi sharaarti heiN keya khayaal hai "Begum Khalida Ali" ![]() |
|
#6
| ||||
| ||||
| Quote:
__________________ ![]() x´¨) ![]() ¸.·´¸.·´¨) ¸.·*¨). ![]() (¸.·´ (¸.·´ .·´ __________ .·´ ¸.·*`·-» «¤ºفرحان |
|
#7
| ||||
| ||||
| ...aray mere gher mein aisa koi masla nhi hey...haaaaaaaaan....is liey keh mein to gher jata hi nhi hon...ub yeh nah poochna keh kion nhi jata... ![]() |
|
#8
| ||||
| ||||
| Quote:
"kisi sham ghar bhi raha karo" Acha ye nahi poochte k kion nahi jate per ye to bata den, jate kahan hain aap?
__________________ ![]() x´¨) ![]() ¸.·´¸.·´¨) ¸.·*¨). ![]() (¸.·´ (¸.·´ .·´ __________ .·´ ¸.·*`·-» «¤ºفرحان |
|
#10
| ||||
| ||||
| kisi shaam ghar bhi raha karo koi kaam ghar ka kia karo ![]() RM aaj kal ghar k kaamo mein buzy hai ![]()
__________________ ![]() Kya Ghum Hai Kya Khushi Maloom Nahi !! Woh Apna Hai Ke ajnabi maloom Nahi !! Jis Ke Baghair Ek Pal Nahi Guzarta !! Kese Guzre Gi Umar Maloom Nahi !! |
|
#12
| ||||
| ||||
mujh bhi asay he lagta hai ![]()
__________________ ![]() Kya Ghum Hai Kya Khushi Maloom Nahi !! Woh Apna Hai Ke ajnabi maloom Nahi !! Jis Ke Baghair Ek Pal Nahi Guzarta !! Kese Guzre Gi Umar Maloom Nahi !! |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |