![]() |
|
#1
| |||
| |||
| badi ajeeb lagti hey apni daastan kabhi kabhi dil apna bhi ho jata hey preshaan kabhi kabhi ho tu jaate hein hamari khushi mein woh shamil zehr lagti he unko hamari muskaan kabhi kabhi socha tha nah rakhein ge ab koi taalluq unse magar chala hi jata hey unki tarf dhyian kabhi kabhi tod kar dil sadgi se muskara diya karte hein hamesha hote hein apne kiye pe woh paisheman kabhi kabhi Maslehton ke ghulam bann ke reh gay hein hum zafar todna pad jata hey kiya hoa apna ehdo peimaan kabhi kabhi Last edited by zafar; 10-14-2007 at 06:13 PM.. |
| Sponsored Links |
| |
|
#3
| ||||
| ||||
| ik arsay baad aap ki aamad hui per bohat he shandaar tareeqay say hui Thanks k aap nay itni pyari ghazal likhi aur isay hamaray saths hare b kiya
__________________ |
|
#4
| ||||
| ||||
| very nice sharing bhai.
__________________ ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |