![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| woh mairay sath mairay office mien kaam karti hay us ka naam Maha hay woh ik matwast tabqay se taualq rakhti hay magar bohat zaheen aur apnay kaam mein perfect hay isi liyay jld he us ne hamri company mien apna muqam bana liya hay ![]() woha hamaisha well dress rahi hay khoobsoorat bhi hay aur har waqt ghareebi ka rona ronay ki usay aadat nahe hay woh kehti hay is ka rona kaya roya jaiay jo hay so hay ![]() mujh se bari freely baat karti hay mujhay hamaisha har baat per izhar e khayal karti hay aur aaj mien usay is hotel mien daikh raha tha us k sath koi foreiner tha kafi shandaar personality thi us ki ![]() mein ne usay aaj pocha keh kaya baat hay kal tum kis k sath thi hotel mein us ne bataya keh woh James tha bohat achha hay auro se bohat juda bilkul alag hay mashriqayt liyay huway hay apnay andar bohat masoom us se baat kartay huway mujhay us ki aannkho mien kafikcuhh nazar aaya jis ne mujhay mazeed preshan kar diya khair chand din baad us ne mujhay bataya keh james ne mujhay purpose kiya hay mein ne kaha phir us ne kaha us ka sath har larki ka khawab ho sakta hay sir per yeh shaid mumkin nahe ehay kiy0on keh woh muslim nahee hay mein ne dil mein khushi mehsoos ki keh chalo noo jawan nasal ko islam ka kuchh to khyal hay khair mien ne usay kaha keh agar woh itna achh ahay to tum usay muslimhonay ka keh do us k pyar ka pata bhi chal jaiay ga aur kaam bhi ban jaia ga us ne kah amen aisa he karo gi then woh aai kafi afsurda thi men ne kaha kaya huw ahay kehnay lagi bhai meinne keh diya hay us ne kaha hay woh sochay ga woh wapis chala gaya hay keh raha tha jald jawab de ga mien ne dil mein socha baita ab preshan nahee ho woh jawab nahee de ga kahir mujhay us ki halat per bara tars aaya dil mein laikanmien kaya kar skata tha khair chand din baad woh mili bohat shakista thi us kihalat mien samjh gaya keh na mein jawab aaya hay mein ne pochha kaya mamla hay to usne kaha bhai woh james ka jawab aaya tha mien ne kaha us ne inkaar kar diya hay us ne kaha keh us ka khat aaya hay us ne I"slam qabool kar liya hay aur us ne kaha islam qabol karnay k baad jab mien ne islam ko study kiya hay to mujhay pata chala hay keh Islam to woh nahee kehta jo tum kehti ho tum to Islam per amal paira he nahee ho s sorry mien kisi pure Muslim se shadi karo gaso bhai us ne Misar ki ik larki se shadi kar li hay yeh keh kar woh ronay lagi aur mujhay youn laga jaisya kisi ne mairay mon per tamacha de mara hon ik zor dar thappar maar diya ho hum aisay heto hain kaya ap ko bhi apnay chehray per thapapr feel huwa hay??????????????????? ![]()
__________________ |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| yah i feel it .. yaar yeh hakeeket hai k hum log islam k meaning ko samjh hi nahin sakey .. kash k hum sirf muslim hi nahin aik momen ben ney ki bhi koshish kerain
__________________ |
|
#3
| ||||
| ||||
| hum sab kuchh dosray per thoptay hain sab aonoon dosro k liyay aur khud us se aari ho jatay hain be khabar ho jatay hain jaisy hum khud us se bar tar hon so sad
__________________ |
|
#4
| |||
| |||
| wow...kya twist tha story mein... ne ways, i don't feel the slap on my face, cuz i'm happy with who i'm n how much i believe in Islam, the rest i leave it to God... so no slaps today... |
|
#6
| ||||
| ||||
| Yes I really feel slap on my face .. Kiyun ke hum to us ke gunnehgar bande hain . aur yehi dua kerte hai ke Allah humain muaaf kerde.. aur hum aik nake muslim sabit hon sake ..
__________________ |
|
#8
| ||||
| ||||
| Beshaq ....
__________________ |
|
#9
| ||||
| ||||
| jiss k dil main Islam k liye kush dared hoga us ko feel hoga
__________________ |
|
#10
| ||||
| ||||
| Quote:
je ehan be shal kiyon keh aaj kalhamaray kamo mien dogli policy bohat barh gai hay islam bhi pure hay aur us k liyay amal bhi pure he honay chahyay ![]()
__________________ |
|
#11
| ||||
| ||||
| bilkul... ajh kal to zayada log sirf naam ke muslim reh gaye hain aur islam ka asal matlab hi bhool chukey hain. (mein sab ki bhi baat nahin ker rahi)
__________________ ![]() ![]() |
|
#13
| ||||
| ||||
| asal mein shaid zindagi mein bohat kuchh feelings ka muhtaj hota hay aur is mein feelings ki he zaroorat hoti hay kisi k dard ko feel karnay ki baat ho ya khud ko jan.nay ki ya kisi ko jannay ki sab kuchh feelings per he mushtamil hay chahay pyar ho ya kuchh aur all depneds on feelings agter Allah's Grace ![]()
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |