![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| Mohabbat karenain say pehlay main nain kai baar soacha kay agar beech manjhdar bichharh jaon to mujh main itna hosla ho kay mehbob kay baghair tanha waqt kaat sakon.Apnain payaray ki yaadon aur un khoobsurat lamhaat ko bhol jaon jo main nain un kay saath guzaray thay laikan har baar mujhay apnain dil say yahi sada sunayei di..................... Mohabbat woh sarhad hai jisay insaan aik baar paar kar lay to phir wapas aana mushkal ho jaata hai.Mohabbat na sirf lazawal balkay woh muqadas rishta hai jo roohon kay malaap say janam laita hai mohabbat dil ki gahrayoun say uthnain wali aik aarzo aur qosay qaza kay rangon say mazeen aik khobsurat sa naghma hai aur dil.............. Dil to yaadon ka maskan hota hai Khuda ganwah hai mairay dil nain sirf tumhain hi chaha hai ,Tum say mohabbat ki hai,Sirf tum say aur Sirf tum say.
__________________ |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| |||
| |||
| little brother yeh sirf tum kon hai ????????/ achi post hai ..
__________________ Give The Love Get The Love ........Rani Jee |
|
#3
| ||||
| ||||
| Quote:
Thanks bhabhi jee aap kay reply karenain ka yeh bhi hai hi na koi to agar nahee hai to shayad ho jayay ................
__________________ |
|
#5
| ||||
| ||||
| Per mujhe pata hai ye SIRF TUM kon haiii...........
__________________ |
|
#6
| ||||
| ||||
| Quote:
Thanks Rani jee yeh sirf tum abhi koi nahee hai jee ![]()
__________________ |
|
#7
| ||||
| ||||
| Quote:
Hain jee aap ko kaisay pata hai mairi to sirf tum.......... hai hi nahee aap nain kis say suna ![]()
__________________ |
|
#8
| ||||
| ||||
| Quote:
lolz ok. jabh bho ho gi to humein zaroor bataye ga ![]() |
|
#9
| ||||
| ||||
| Kon bataye ga........
__________________ |
|
#12
| ||||
| ||||
| Quote:
Khair vabhi to nahee hai jab ho gi to aap ko bhi pata chal jayay ga
__________________ |
|
#13
| ||||
| ||||
| Quote:
Rani jee in ka pata mujhay chal gaya hai in kay liyay Waleed ki mami jee yani mairi aunty jee nain aik jhomparhi wali hawadar qisam ki larhki pasand ki hai naam main us ka aunty jee say poachh kar batao ga ok ![]()
__________________ |
|
#14
| |||
| |||
| Quote:
mairi duya hai k jo bhi ho mairey bhai say buhet pyar kerey ameen ..
__________________ Give The Love Get The Love ........Rani Jee |
|
#15
| |||
| |||
| Quote:
humain bhi betao na kon hai woh khush naseeb
__________________ Give The Love Get The Love ........Rani Jee |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| I am The Hawk | The Hawk | Photo Gallery & Wallpapers World | 98 | 06-15-2006 06:56 PM |
| Red Rose & Hawk !!! | Manager | ChatDD Activties | 18 | 05-21-2006 06:59 AM |
| 4 Virdan , The Hawk ,Red Rose And Shreen | Wasi Gujar | Photo Gallery & Wallpapers World | 29 | 09-30-2005 03:17 PM |