![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| |||
| |||
| Assalaammmm O Alaikummmmmmmm Wasiii bHaiiiii Mujhe khabarrr milii haiii keee aaaappp humaaiiinnn bohott yaadd kerrr raheee theeyyyy..... Bhabhi ka sunaoooo aur woh ahmed kaisaaaa haiiiiii.... . unhainnn kehna Aine bhi bohottt yaadd kerti hai ....Bas thora sa intezaaarrrr aur mere paper khatammmm hone waleee hainnnnn............ ![]() Wasii bHaiiii mera Salaam kehnaaa Bhabhi aur Ahmed kooo.. ![]()
__________________ AINE THE GREAT |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| Wow Aine is back aur aatay he jaang bhi shoro is se pata chalta hay Aine itni jang joo bachi hay Aine u r mine favorite member in chat dd forums i always enjoy reading ur replys maza aa jata hay ha ha ha thanks 4 comming but aap thi kahan itnay lambay papers kaunsay hotay hain jee khair jo bhi hay aap aa gai hain yahi bohat hay hamaray liyay Thanks Wasi ki to shamat aa gai phir samjho aur Billo ko bhi zara daikhna woh bari laraka ho gai hay per us se buch keh bhi rehna bari khatarnaak hay![]() ![]()
__________________ ![]() The Manager Chat DD Forums |
|
#3
| ||||
| ||||
| Taub Tauba Afat ki parkala Aine aa he gai hay jao jao hamein tum se baat he nahee karni itna bhi kaya huwa jee mein masroof thi to theek hay abhi hum masroof hain hadd hoti hay be murawati ki aur aatay he Wasi k peechhay par gai ho sharam karo ab kuchh ![]() aur han yeh Maham k mashwaro per na jana i mean manager jeek mashwaro per nahee jana Billo bari laraka hay wahan se tumhian maar paray gi woh to marti kamm aur ghaseetati zayda hay u know isi liyay mein us se panga he nahee laiita tauba tauba larki hay keh toap ka gola jo bhi baat karo ulti he aati hay oper se us k 11 bhai hain warna mein lift karwa he daita usay ab to usay behan jee he kaha ja sakta hay khali behan per bhi nahee manti sath mein adab se jee bhi chahti hay tauba![]()
__________________ |
|
#4
| ||||
| ||||
| wasalam jee janab hum yehin hain yeh kaisey ho sakta hai aap humain yaad kerain aur hum na ayain .. sabh bilkul theek thaak hain ,, Ahmad bhi , aur ap ki bhabhi bhi .. main bhi theek houn bus zera aaj kal business main busy houn .. so kam kam aata houn .. thnx 4 ur come back ..
__________________ |
|
#5
| ||||
| ||||
| aine welcome back
__________________ |
|
#6
| |||
| |||
| Thankkk youu alll 4 welcoming me backkk....
__________________ AINE THE GREAT |
|
#7
| |||
| |||
| Quote:
Ohh nooo nooo chaloo achaa huaa ke tum ne reply ker hi diya ..warna main soch rahi thi ke tum shayad mere replyka jawabb hi naaa dou.. ![]() aap ka interview bhi shoro ho gaya hai abh tooo aur bhiii maza aye gaa.... ![]() Bhabhi ko aur Ahmedd ko meraa salammm kehanaaa. ![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#8
| |||
| |||
| Welcome Back Aine The Great ![]() lagta hay aap k darr se sabhi bhaag gaaiy hain ![]() Wasi,Virdan,RR,Hawk kaha hain aap sab plz come in and face our favorite Aine The Great ![]()
__________________ ![]() The Chief Most Senior Moderator |
|
#9
| ||||
| ||||
| Quote:
ajee hum abh itneyu bhi illmannered nahin hain k aap hum ko pukarain aur hum aap ki awaz na sunain ,, jee hum tiyar hain aap full tiyari ker lo interveiw k liye ![]() jee aap ka salam pohnch giya hai abh khush ![]()
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Wasi & RR | Rani_Pakistanii | Freedom of Speech | 42 | 04-24-2006 12:31 AM |
| Wasi sha’s poetry | QUEEN VICTORIA | Famous Urdu Poetry | 3 | 12-19-2005 02:44 PM |
| Plz see all wasi,s condition | The Hawk | Photo Gallery & Wallpapers World | 28 | 10-14-2005 09:12 AM |
| Wasi Shah | Rani_Pakistanii | Famous Urdu Poetry | 36 | 08-15-2005 11:55 AM |