![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| Hi, yeh notice aaj morkha 19/09/05 ko Virdan ki janab se muhtarma Aine sahiba ko diya jata hay keh woh ab tayaari kar lein abun ki bari hay bohat tang kar liya hay unho ne mairay dost wasi gujar ko ab mein ne Wasi kihamaiat ka elaan kar diya hay so Aine jee apnay hamaiti le kar miadaan mien aa jao ab virdan Wasi k sath hay daikhtay aap ko abhi kitnay summandar mein hain i mean pani mien hain![]() Sada Wasi Shair Aiy Baqi Hair Phair Aiy ![]() Ab to hum ne bhagnay bhinahee daina forum se Maafi he mang lo agar hum se jana chhurani hay to![]() ![]()
__________________ |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
![]()
__________________ |
|
#3
| ||||
| ||||
| Wah jee wah Wasi shair hai ![]() ![]() agar shair hota to is tarah dum daba kar forum say na bhagta aap khud apnain alfaz bhol gay ho Virdan sahib (Sadi Aine bhalay bhalay , Sadi Aine bhalay bhalay) yaad aaya kiya jao ja kar isay mehandi laga kar lao phir shayad ............![]() |
|
#4
| ||||
| ||||
| Agar usay shair banana chahtay hai warna wohi hain......... ![]() |
|
#5
| |||
| |||
| wahhhhhhhhhhhhhhh.............AINE ko chaly darany tuu chohy ....jinn main saii aikk ajj kal apny billllll main chuppp kar bhethaaaa haiii ....aur dosory bewaqooof chhuhy kaa saaaath mang raha hai joo pehlyy hii merey qabzay main hai ......................... ![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#6
| |||
| |||
| andd NAZISH JI aaap ko bahaut bahut hi thnxxxx atleast aaap ny tuu inn bewaqooofooon k baat nahi maniii warnaa yeh tu kissi ko bhi apny bas main kar layty hain ...................... ![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#7
| |||
| |||
| AUR VIRADAN ABB TUMM DEKHNAAA AINE DE GR8 KOO DHOKHAAA DAYNAA KA NATIJAAAAAAAAAAAAAAAAA...................MR JINNNNNNNNN BABAAAAAAAAAAAAAA U JUST WAIT AND WATCH KAIY MAIN TUMHARII AURR WASII BHAIIIIIIIIIIIIIIIII .............KI PUNGII BAJATIII HOOOOON ..............![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#8
| ||||
| ||||
| Quote:
wasi shair hay aur bhaga nahee hay woh aa jaiay ga thora busy hay aur rahi baat Aine ballay ballay ki to nazish sahiba ya sahib to woh is liyay kaha tha keh sadi aine ballay ballay insult feel he nahe ekarti Aine aap ki tarah jaisya aap ko bhi abhi kuchh pata nahe chala ho ga kiyon keh pata chalnay k liyay mind chahyay aur woh aap k pass hay he nahee aur mehndi to hum ik baar he lagaian gay phir se apnay wasi ko aakhir aapse bhi to milna hay![]()
__________________ |
|
#9
| ||||
| ||||
| Quote:
wah wah kaya baat hay isay kehtay hain billi ko chhichro k khawab jo khud apni hosha nahee aur bati sun lo jaisay yeh Bush ki rishta daar hain jis k qabza mein Iraq hayaur hamien iraq samjh rahi hain array hamein qabza mein karna k liyay sirf pyar ka hathyaar chahyay wasiay is se wasi jaldi qabza mienaa jata hay mein nahee suna chuhya rani![]()
__________________ |
|
#10
| ||||
| ||||
| Quote:
han jee karo karo shukriya adaa phir aap he ne to Nazish jee ko tasali daini hay keh oncha sans nahee lo warna virdan aa jaiy ga aur qabzay mein tu hum ik minute mien he kar laitay hain aakhir personality jo hui abhi nazish ko to qabza mein karnay ka irada he nahee hay warna in kikaya majaal![]()
__________________ |
|
#11
| ||||
| ||||
| Quote:
array jao jao daikh lein gay tum ko bhi aur tumhari powres ko bhi waisya mairi to achi tarah daikhi bhali hain tumhari powers aur tum bhi Chuarail The Great![]() achah totum bajay bajaati ho so nice zara woh kal hamaray hamsao ki shadi hay wahan thora sa bajana hay baja un k ik sath bemaar hay so tum aa karun ki madad kar do keh rahay thay mujh se keh kisi ko keh dein pay bhi dein gay din ki![]()
__________________ |
|
#12
| |||
| |||
| Quote:
okkk waisyy tum ny apny chuhy hony ka sabooot de diyaa hai ...mujhy apnii zaaat main milany kii koshih mat karooo ...humm uchyyyyyyyy logghain ..............aaap ko bhii dekhnaaa panyy pyaar ai naa qabzay main kiyaaa tu humhara naaam badal daynaaaa ![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#13
| |||
| |||
| Quote:
ohhhh khush fehmiyaaaan ...ajj kal yeh bimariii kiiii wabah bahut hii ddor tak phel chukii hai ......aur tum bhi iss bimarii ky shikaar hoo gayae VIRDAN ji ....qabzay main ki ko kaun kabb kaisyy kartaa hai yeh tuu waqt hi batayae gaaa..............aur rahii majaaaal ki baaat tumahrii majaaal kaisiii huiii mery samny mery hi himayatiii ko bolnay walyy tum kaun hoty hoooo ......howw dare u said this to my supporter. ........?????hunnnnnn virdann jiii larayeeee shoro kiiiti hai naa tusssii hunnn tawannno pata lagyy gaaa kyyy AINE DE GR8 naaaal dusshmaniyaaan paaan dain kiiii ssilaaa milll daaaaaaa haiiiiii..............![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#14
| |||
| |||
| Quote:
hann bajatiii hooon laykinn woh wala band nahii joo hadiyooon main bajta hai woh wala bandd jooo kisi ko ruula dayta hai ....... ![]()
__________________ AINE THE GREAT |
|
#15
| |||
| |||
| Quote:
abb tu tumm apny dosst ko bachaanay k liyeee kaaam yaan phirr marufiaaayaaat ka bahana tu karooo gy i naaaa ...bas karooo yrr gamee sachayaeee sai kheloo aur aik baaat yaaad rakhooo jeeet sach ki hoti hai ...aur sach yeh hai ky wasi mujh sai darr gaya haii iss iyee frum par nahi aa raha ahii ........
__________________ AINE THE GREAT |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ALLAH IS GREAT | NaughtyButNice | Photo Gallery & Wallpapers World | 4 | 04-17-2006 10:23 PM |
| Great Fun Here | Virdan | Photo Gallery & Wallpapers World | 42 | 03-02-2006 12:46 PM |
| Great People... Great Thoughts | Rani_Pakistanii | Fun Humor & Jokes | 3 | 03-02-2006 06:17 AM |
| Five Great Lessons | Rani_Pakistanii | Freedom of Speech | 9 | 01-14-2006 03:47 AM |
| We Miss U Aine The Great | Great Planner | Freedom of Speech | 19 | 01-07-2006 06:19 PM |