![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| Assalam-o-Allaikum All dear members.Maira behtreen dost jo mujhay is forum par lay kay aayay thay ab woh is forum ko chhoarh rahay hain maira matlab hai kay Wasi bhai is liyay main bhi ab isay chhoarh raha hon jab woh aah jaayein gay main bhi un kay kehnain par aah jaon ga jee agar woh na aayay to main bhi chatdd chhoarh raha hon jee plz agarmujh say koi ghalti hoi hai to muaaf kar do plz. Always be remain happy.God always helps u in every time to all the members.Allah hafiz
__________________ |
| Sponsored Links |
| |
|
#3
| ||||
| ||||
| Bohot Galat ker rahe ho tum bhi aur Wasi Bhai bhi... Forum join kerne ka matlab ye nahin hota ke join kiya aur chor diya..... Main nahin janta ke wajaah kya hai lekin ... HAWK & WASI U r totally wrong.... ![]()
__________________ |
|
#4
| ||||
| ||||
| Quote:
Pagal hain Donon .... ![]()
__________________ |
|
#5
| ||||
| ||||
| they r definitely wrong ager time ki baat hai to beshak kam time ke liye ayein, lekin inhein ana chahye. per busy hain aur es ka matlab ke yeh hai ke forum "chor" ker hi jana hai to i would bethe first one. i hardly get the time but i still come, but.... wasi sahib pata nahin kiun ja rahey hain aur un ki wajah se hawk sahib bhi...
__________________ ![]() ![]() |
|
#6
| ||||
| ||||
| mein sirf yeh kaho ga keh shaid hawk sahib per koi pagal pann ka dora para hay wasi to forum nahee chhor raha thats sure ab hawk sahib ko chayay keh apna ilaaj karwa lein![]()
__________________ |
|
#7
| ||||
| ||||
| Quote:
Rani jee baat yeh hai mujhay Hawk nain batayei thi kay jab bhi mairay in teenon doston matlab Wasi bhai ,Virdan ,Red Rose main say kisi aik nain forum chhorha woh bhi chhoarh de ga apni baat pori karenain kay liyay woh forum chhoarh rahay hain kiyoun kay wasi un ko special bata kay aayay thay kay main send kar aaya hon announcement main kay main forum chhoarh raha hon lihaza is wajah say woh forum chhoarh rahay hain jee |
|
#8
| ||||
| ||||
| Quote:
dekhiyay rr bhai aap yeh kaisay keh saktay ho .......... agar nain aap logon say ayesa nahee kaha to tab kahin jee ![]() |
|
#9
| ||||
| ||||
| Quote:
Unhon nain bataya tha kay aap un kay khas dost ho jee laikan aap kiya keh rahay ho janab |
|
#10
| ||||
| ||||
| Quote:
Aap yeh baat kaisay keh saktay hain aap qasam utha kay bolo kay unhon nain announcement main yeh nahee likha tha kay main forum chhoarh raha hon laikan phir main dc ho gai laikan jab main dobara online hoi to wahan announcement main koi topic nahee tha ayesa likha huwa woh mairay khayal say kisi mod nain khatam kar diya hai aur aap ho kay hawk ko hi dosh de rahay ho main khud is baat ki gawah hon jee kay main nain yeh news parhi thi khud ok ![]() |
|
#11
| ||||
| ||||
| Waisay Hawk jee agar aap nain mujhay la kar hi forum chhoarhna tha to mujhay zarore yahan lanan tha aap nain waisay yeh bilkul achha nahee kiya main har baat jaanti hon jee laikan phir bhi aap ko ayesa nahee karena chahiyay tha jee ![]() |
|
#12
| ||||
| ||||
| Hawk main aap ka das din tak wait karon gi agar aap aah gay to theek hai agar aap na aayay to main bhi yeh forum chhoarhti hon remember 10 din |
|
#13
| ||||
| ||||
| Quote:
Aisi baat nahin hai Nazish Jee.... ab aik pagal ho gaye to usey baaqi saare theekh kerte hain .... ye nahi ke us ke saaath khud paagal ho gaye .....
__________________ |
|
#14
| ||||
| ||||
| Quote:
Bilkul Aap ki baat ahih hai ke main un ka khaas dost hoon... Lekin mere main samajh hai ke main baat ko samajh sakoon.... ![]()
__________________ |
|
#15
| ||||
| ||||
| Quote:
Haan NEWS to maine bhi parhi thi lekin .... woh Wasi ne khud delete ker di thi.. Humari jab baat hui thi to Wasi ne ye faisla kya tha ke forum ko nahin chore ga......
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| NEW FORUM ROX | YAS | Freedom of Speech | 68 | 07-13-2006 12:52 PM |
| i am leaving this forum | Sweety | ChatDD Activties | 19 | 06-10-2006 12:49 PM |
| Aaj Forum Par..... | Khushboo | Freedom of Speech | 35 | 06-06-2006 09:13 PM |
| Friend VS Real Friend | silent_ballad | LoVe ! & Friendship ; - ) | 20 | 08-22-2005 06:00 PM |