![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| acha toh mere liye bohut mushkil ho jata hai sirf urdu bolna isi liye maine yeh topi....mera matlab hai unwaan banaya taake mujhe sirf urdu bolne ki thodi mm addat ho jaye mujhe yakeen hai key yahan pe app sab log bhi sirf or sirf urdu nahin bolte, or yeh mushkil kaam hai! isiliye..shuru kertey hain **koi or zabaan nahin bole ga **ek lafz bhi angreezi ka nahin bol sakte! **Or ji angrezi bole ga usko saza key tor par bees baar urdu urdu likhna ho ga! samjhe key nahin samjhey? ![]()
__________________ I'm Gettin Off My Stage The Curtains Pull Away No Hyperbole To Hide Behind My Naked Soul Exposes Last edited by Sawera; 08-21-2006 at 12:24 AM.. |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| |||
| |||
| haan mujhay bhi mushkil mushkil lafz batao urdu kay, jaise kay unwaan ka matlab kya hai |
|
#4
| ||||
| ||||
| unwaan ka matlab english main to bata nahe saktay....albat meray liyay sirf of sirf english bolna problem ho jata ha ![]() unwaan = title |
|
#5
| |||
| |||
| shabash tum jisne abhi matlab bataya, tumhara naam angrazi mein hain mein le nahin sakta... |
|
#6
| ||||
| ||||
| unwaan woh hai jiss main abhi app log batain kar rahain hain..aghhh or teesre bolne waley bande ne "masley" ko angreezi main bola or angreezi ko angreezi main bola asuloon key khilaaf ja rahe ho tum!
__________________ I'm Gettin Off My Stage The Curtains Pull Away No Hyperbole To Hide Behind My Naked Soul Exposes |
|
#8
| |||
| |||
| meine kaha takhliya |
|
#9
| ||||
| ||||
| Meray klhayal say Unwaan usay kehtay jaisay agar aap ko koi kahani sunai jayay to saari kahani ko sirf mukhtaser sa naam denay ko unwaan kehtay hain jis kay naam say hi pata chal jayay kay is main story kia hai ji
__________________ |
|
#11
| ||||
| ||||
| ohh meri ghalti chote naamber walaa!
__________________ I'm Gettin Off My Stage The Curtains Pull Away No Hyperbole To Hide Behind My Naked Soul Exposes |
|
#12
| ||||
| ||||
| wohi mein soch rahi thi... to... saweri... apni urdu sudharney ka khayal abh... kiun aur kasey aya?
__________________ ![]() ![]() |
|
#13
| ||||
| ||||
| buss aa gaya! kabhi kabhi sharmindagi hoti hai key mujhey angreezi apni zubaan se zayada aati hai, tum samajh rahi ho na? shayad isi liye..
__________________ I'm Gettin Off My Stage The Curtains Pull Away No Hyperbole To Hide Behind My Naked Soul Exposes |
|
#14
| ||||
| ||||
| Achhi baat hai Swera ji aap koshish karo hi to bohat jald hi seekh jaayein gi Insha Allah Aur rani ji to shuro say nalaiq hain inhain nahi aayay gi kiyun keh yeh to hamesha say hi nalaiq hain ji schhol main michh say is baat par barhay danday khayay hain inhon nay laikan woh danday toat gay laikan rani ji ka na seekhanay ka azam nahi tota ji yeh rani ji ka azam hai swera ji ![]() ![]() ![]()
__________________ |
|
#15
| ||||
| ||||
| ahaan sawera samgh gayi.. (sawera abh in ka nick to english mein likhney do...) to hawk.. ager mera ustaad app jasey hootey to mein nalaiq zaroor hoti.. lekin ALLAH TALLAH bohat meherban hain na ... esi liye asa moqa nahin aya meri zindagi mein ![]()
__________________ ![]() ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |