![]() |
|
#1
| ||||
| ||||
| Signature Less Ye words ap ko aaj kal her jagha dikhiye de rahy hoon gay g haan ap ne sahi pehchana ye Virdan Bhai ka siggy hai ![]() kehtay hain Aqalmand k lia Ishara he kafi hota hai ![]() per lagta hai mere ilawa yahan koi nahi samj saka k is ka matlab kia hai ![]() saaf zahir hai wo haath utha utha k kah rahy hain k sathiyo mujahido mere lia koi Siggy Labo ![]() Tu DD k Mujahido labo koi siggy jesay is se pahle Av dhondha tha wo nayk kaam b mere haathon anjaam pe pohncha ab siggy b lagta hai isi thread se mil jay ga V bro ko ![]() so Lets Start .......................... ![]()
__________________ ![]() |
| Sponsored Links |
| |
|
#3
| ||||
| ||||
| lolzz waqai hum ne tu gor hi na kiya..is signature less ka matlab kiya ha ![]()
__________________ ![]() Woh Khush-jamaal Jab bhi Tasawwur mein Aa gaya Aanchal ko Sar pe rakh diya, Hum ne Haiya ke saath |
|
#4
| ||||
| ||||
| ha ha ha ha so nice of u @ Aatish Asal mien such kahon to meray pas intay saray avators and signatures hain per mujay koi pasand he nahe aa raha. So mein nay yahi faisla kiya k jab tak koi thah ker k dil ko nahe lagtamien Signature Less he rahon ga lolzzz Sohno chalo aap he Mujahid ban jao ya SK aap he Mujahida lolzzz
__________________ |
|
#5
| ||||
| ||||
| i noted that tooo
__________________ ![]() When I say. . .I am a Muslim, I know this makes me strong. And in those times when I am weak, I pray to Allah for strength to carry on. |
|
#7
| ||||
| ||||
| Quote:
![]()
__________________ ![]() |
|
#9
| ||||
| ||||
| Virdan Bhai kuj Idea koi hint dain k kis kisam ka siggy like kartay hain ap ? ![]() tu osi hesab se laba jay Siggy ![]() kuch share kerta hoon wesay Bachpan mein eik thread banai thi maine Some Signature 4 DD,s Members per Zymal k ilawa kisi ne dekhi b nahi ab dekh lain ![]()
__________________ ![]() |
|
#11
| ||||
| ||||
| behan loog bhi jald hi medan main ayege..zara achi si sigg tu dhondne de.. ![]()
__________________ ![]() Woh Khush-jamaal Jab bhi Tasawwur mein Aa gaya Aanchal ko Sar pe rakh diya, Hum ne Haiya ke saath |
|
#14
| ||||
| ||||
| jab mein phely yahan hoti thi tu Virdan k liye Avatar dekhty thy ![]() ab aaie hoon ![]() tu tu tu Signature ka masla hogaya ![]() ![]() ![]()
__________________ ![]() |
|
#15
| ||||
| ||||
| ha ha ha ha ha Yahi to problem hay meray pas kafi kuchh hay per mujay kuchh pasand nahe aa raha tha lagana so mien nay LESS ker diya but ab aap log maidan mien aa gaiy hain to dekh letay hain nahe to phir mien to laga he lon ga Thanks Aatish bro 4 ur nice one
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| aatish, siggy, signature, virdan |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |