![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
| Expecting the unexpected, Forum is under Major Changes...It,ll be Fine soon... |
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
| AQAL, SHARAM aur MUHABBAT Aik din aik nami girami hakim sahab kay pass " Aqal " aayee , Hakim sahab nay sawal kya kay tu kon hay aur kahan rehti hay?? to "Aqal " nay jawab diya kay " main Aqal hoon aur insaan kay dimagh main rehti hoon " kuch he dair main hakim sahab kay paas "Sharam " aaye , hakim sahab nay phir swal kya kay tu kon hay aur kahan rehit hay ??, tu "Sharam " nay jawab diya kay " main sharam hoon aur insaan ke aankh main rehti hoon " thori dair baad hakim kay sahab kay pass "Mohabat" aayee hakim sahab nay us say bhe yahi sawal kya kay tu kon hay aur kahan rehit hay ??to "Mohabbat " nay jawab diya kay " main mohabbat hoon aur insaan kay dil main rehti hoon " aglay din hakim sahab kay pass "Gussa " aaya , hakim sahab nay poocha tu kon hay aur kahan rehta hay?? to " Gussa" nay jawab diya kay " main gussa hoon aur insaan kay dimagh main rehta hoon " tab hakim sahab chonk ker bolay kay wahan to " Aqal " rehti hay , to gussa bola , "jab main aata hoon tab Aqal chalee jaatee hay " kuch dair baad "Ishq "aaya hakim sahab nay phir sawal kya kay tu kon hay aur kahan rehta hay ?? to Ishq nay jawab diya kay " main ishq hoon aur insaan kee aankh main rehta hoon " tab hakim sahab bolay kay wahan to "Sharam "rehti hay to Ishq bola " jab main aata hoon tab sharam chalee jaatee hay " kuch dair baad "Lalach" aaya , hakim sahab nay poocha tu kon hay aur kahan rehta hay?? to woh bola " main Lalach hoon aur insaan kay dil main rehta hoon " hakim sahab nay kaha kay wahan to" Mohabbat" rehti hay to lalach nay jawab diya kay "jab main aata hoon tab mohabbat chalee jaatee hay " "Nothing can cure the soul but the senses, just as nothing can cure the senses but the soul." |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| "Nothing can cure the soul but the senses, just as nothing can cure the senses but the soul."so true.. very ethical story..
__________________ ![]() |
|
#3
| ||||
| ||||
| Adil bhai...Bahut khoob ! Such an inspiring n wake up call posting ![]() |
|
#6
| ||||
| ||||
| wohi to sabh jan-na chahtey hain ke kia masla hai? half limit se gangster ban-ney ki nohbat kasey aai? lol
__________________ ![]() |
|
#7
| ||||
| ||||
| story to bohat hi umaada hai, likan mera bi yi hi question hai , ka akhir half limit se gangerster kion
__________________ ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |