![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| ||||
| ||||
![]() Mujh Say Wafa Nibhana Teray Bus May Nahi Jana Do Phool Bhi Sajanay Mayri Kabr Per Na Aana Meray Ishq Ki Haqeeqat Tum Nay Kabhi Na Samjhi Meray Bad Yaad Karna Mayray Ishq Ka Fasana Dil May Basatay Hain Sab Tumhay Roh May Tha Basaya Tum Nay He Badal Dala Mayri Roh Ka Thikana Aik Iltija Hay Tum Say Hay Choti See Guzarish Sab Kuch He Yaad Rakhna Bus Mujh Kau Bhool Jana Sila Mangta Hoon Un Say Jau Khud He Hain Sawali Mujay Kiya Sila Day Ga Yaa Bay Raham Zamana .... dastuur ibaadat kaa duniyaa se niraalaa ho ik haath mein maalaa ho ik haath mein pyaalaa ho puujeinge saliiqe se andaaz magar apanaa ho yaad-e-Khudaa dil mein saaqii ne sambhaalaa ho mastii bhii taqaddus bhii ek saath chale donon ik simt ho maiKhaanaa ik simt shivaalaa ho masjid kii taraf se tuu jaanaa na kabhii saaqii zaahid bhii kabhii teraa na chaahanevaalaa ho vo Duub ke mar jaaye.n madiraa kii suraahii mein maashuuq ne gar dil kii mahafil se nikaalaa ho.
__________________ ![]() ![]() |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| Dil May Basatay Hain Sab Tumhay Roh May Tha Basaya Tum Nay He Badal Dala Mayri Roh Ka Thikana Aik Iltija Hay Tum Say Hay Choti See Guzarish Sab Kuch He Yaad Rakhna Bus Mujh Kau Bhool Jana very nice
__________________ ![]() |
|
#3
| ||||
| ||||
| bahoot khub sis...
__________________ |
|
#4
| ||||
| ||||
| g very nice... thanks
__________________ BR MOBILE Expert MANCHESter UK ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |