![]() |
| |||||||
| Notices |
| |
Geo News Watch Live Sms Messages Collection! ChatDD Blog Tech & Entertainment
|
![]() |
| | Thread Tools | Display Modes |
|
#1
| |||
| |||
| Baadal orh ke guzroon ga main teray ghar ke aangan se Qos-o-qaza ke sab rangon main tujhay bheega daikhoon ga Raat gaye jab chaand sitaarey lukan meeti khailain gaye Aadhi raat ka sapna bun kar main bhi tum ko choo loon ga Be-mousam baarish ki surat' dair talak or door talak Teray diyaar-e-husn pe kin min kin min barsoon ga Sharam se dohra ho jaye ga kaan para wo bunda bhi Bad-e-saba ke lehjay main ik baat main aisee poochoon ga Safha safha ik kitaab-e-husn si khulti jaaye gi Aur isi ko lo main phir main tum ko azber kerloon ga Waqt ke ik kankar ne jis ko aqson main taqseem kiya Aab-e-rawaan main kaisay Amjad ab woh chehra joroon ga |
| Sponsored Links |
| |
|
#2
| ||||
| ||||
| Teray diyaar-e-husn pe kin min kin min barsoon ga Sharam se dohra ho jaye ga kaan para wo bunda bhi Bahut khoob...wah keya poetry hai ! Ehsaas bhari ![]()
__________________ ![]() ![]() |
|
#3
| |||
| |||
| adaab arz hai ![]() |
|
#4
| ||||
| ||||
| Waqt ke ik kankar ne jis ko aqson main taqseem kiya Aab-e-rawaan main kaisay Amjad ab woh chehra joroon ga bhuat khub
__________________ ![]() |
|
#5
| |||
| |||
| adaab arz hai ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |