Darood Shareef Parhein Asslam o Alaikum Friends, Plz aap sab log is thread mien aa ker kam az kam aik dafa darood shareef perh ker Ya Hayyo Ya Qayyum likh diya karei. her dafa jab b aap log aain to plz zaroor. Allah Tala apna Fazal farmaain. Amin. Thanks |