Re: !~~! Non-Stop Bait Baazi !~~! Ik khaab daikha nah tha kah taabeer mill gai
Meray paa ko tere haseen taswur ki zanjeer mill gai
Abb iss ay Aagay soochon bhi tou gara.N guzarta hay
Kah mere takhiul ko umer bhar ki akseer mill gai
__________________ Kya Ghum Hai Kya Khushi Maloom Nahi !!
Woh Apna Hai Ke ajnabi maloom Nahi !!
Jis Ke Baghair Ek Pal Nahi Guzarta !!
Kese Guzre Gi Umar Maloom Nahi !! |