Asalam o Alikum Aaj 9 Nov hai Yani Yoom-e-iqbal
Bachpan mein specialy is Day pe Program hotay thay
Tv pe Allama iqbal k baray mein aur on ki Books aur shairi k hawalay se baatain
Hoti Thin magar aaj bas serf emergency ki he batain ho rahi hain
Per Hum zinda Qoum hone ka saboot detayhoay Allama Iqbal Ko
haraaj-e-tahseen paish kertay hain aur Dua kertay hain k on ko
Janat Alfirdos main jagha Ata farmiayn
Ameen suma Ameen