Re: LO G HUM JA RAHAY HAIN ...shabash farhan yaar...eik acha faisla kiya aap ne...kuch faisle boaht sakhet hote hein mager kerna perte hein....yakeenun yeh failsa bhi eik mushkil faisla tha...jo aap ko yaad rahega...ur yeh mera farz hey keh aap kp incourage kron...jis ke liye kiya hey Allah aapko us maqsed mein kaamiyaab kare...
...yeh to eik train hey jis ne chalte rehna hey...hum hon ya nah hon...mager doobara is train mein aane ke liye....eik baar uterna zaroori hota hey....ur aap uter gay....pata nhi jub aap doobara sawar honge tub hum is mien honge ya nhi...mager kabhi kaheen mulakat hogai to eik pehchaan zaroor hogi...aray tuuuuuuuuuuu....wohi chatdd wala... |