
09-18-2005, 12:55 AM
|
 | Senior Member | | Join Date: Sep 2005 Location: Pakistan
Posts: 203
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
| |
Quote: |
Originally Posted by rani_pakistanii
what the...
reasons plzz | Rani jee baat yeh hai mujhay Hawk nain batayei thi kay jab bhi mairay in teenon doston matlab Wasi bhai ,Virdan ,Red Rose main say kisi aik nain forum chhorha woh bhi chhoarh de ga apni baat pori karenain kay liyay woh forum chhoarh rahay hain kiyoun kay wasi un ko special bata kay aayay thay kay main send kar aaya hon announcement main kay main forum chhoarh raha hon lihaza is wajah say woh forum chhoarh rahay hain jee |