Assalam-o-Allaikum All dear members.Maira behtreen dost jo mujhay is forum par lay kay aayay thay ab woh is forum ko chhoarh rahay hain maira matlab hai kay Wasi bhai is liyay main bhi ab isay chhoarh raha hon jab woh aah jaayein gay main bhi un kay kehnain par aah jaon ga jee agar woh na aayay to main bhi chatdd chhoarh raha hon jee plz agarmujh say koi ghalti hoi hai to muaaf kar do plz. Always be remain happy.God always helps u in every time to all the members.Allah hafiz
__________________ |