
09-11-2007, 06:31 PM
|
 | Platinum Member | | Join Date: Jun 2006 Location: Pakistan
Posts: 10,641
Thanks: 172
Thanked 93 Times in 69 Posts
| |
Pathan ki ek zaban. Aik dafa aik aadmi pathan say aa kar us ki umar poujta hain to pathan apni umar 20saal bata da hain kuch saal baad wohi aadmi Dubara us pathan say us ki umar poujta hain to patahn dubara apni umar 20saal bata da hain kuch saal aur guzar jatay hain phir wohi aadmi us pathan say us ki umar poujta hain to pathan phir apni umar 20saal bata da hain,
wo aadmi chekh markar bolta hain tu pathan hain ya pajama etnay saal guzar gaee aur tumhare umar 20saal say aagay hi nahi jarahi hai
pathan us aadmi say kehata hain: Oo mara pathan ki aik zaban hoti hain..... 
__________________ You Cant Fight Fate Wotever Happens ... H.A.P.P.E.N.S Baray Se Baray Gunah Ka Kafara Yah Hai Ke Insaan Museebatzada Aur Sitamraseeda Ki Madad Kare Aur Ghamzada Insaan Ke Ranj Ko Door Kare….. |