Re: A Promise i can also see.........
to bacho ye food zayaa kernay k mutaliq ha....kabhi b khana zayaa na karo.utna he plate main lo jitni talab ho ager zaroorat ho to aur le lo werna zaida daal ker zaya na karo ya ziada cook ker k zayaa na karo....ager zida khana tayaar ho gaya hoo to baqi zayaa kernay ki bijaye kisi mustahiq ko de dena chaye apni colony main dekhain koi mustahiq to nahi usko de dena chaye ta k woh b kha sakein...........
__________________ Sud Shuker Main Mureed Hoon Un k Ghulam Ka
Danka Baje Jahan Main MOHAMMAD(P.B.U.H) K Naam Ka |