Re: Hindu Girl Recites The Quran well this is a great post khush.........aik hindu family apnay bacho ko support ker rahi ha QURAN-PAK seekhnay aur HIFZ kernay pe wells thats superb.
jaisay qatra qatra derya banta ha Inshallah ishe tarah i am hoping Islam phelay gha waha us area main Inshallah.
__________________ Sud Shuker Main Mureed Hoon Un k Ghulam Ka
Danka Baje Jahan Main MOHAMMAD(P.B.U.H) K Naam Ka |