Re: Chacha Vardi Landa Kyo Nai han bhai isi liyay to sun rahay dekh rahay hain maajboori hay na kahe yeh ghalt hay kahee sahee per hamara masla yeh hay k hamaray leader b jo yeh sab kar rahay hain ya jo against work kar rahay hain sabhi MULK ka nahe apna mofaad dekhtay hain bus aur logo ko naaro say aagay lay aatay hain aur khud peechhay beth kar mazay. ALLAH TALA hum sab ko haqeeqat samjhnay ki tofeeq dein. amin |