Re: Accident Ho Giya Rabba Rabba ..... oh..accident.. ur wo bhi itna zaberdest..Allah kher kare.. mager aap zra police ke chaker se bahir aaein to bateyega keh aap donon driver dekh kis tarf rhe thay..
Allah ne aap ko nai zindagi di, is nai zindagi ka koi nah koi maqsed zaroor hoga, bhooleyega nhi is maqsed ko |