Re: Accident Ho Giya Rabba Rabba ..... Allah Tala apna Fazal farmaain aur apni Khasoosi Rehmat say nawazein amin. Allah Tala k Fazal say bhai sab mamla khush asloobi say complete ho jaaiy ga. hum aap k liyay dua go hain. Allah Tala aap ko sab aafato aur moseebato say mehfooz rakhein aur apni panah mien rakhein amin. |