Allah ji
Ali bhai..yeh kesi khabar suna di aap ne..Kasam se my heart missed a beat

Allah Tallah ka laakh laakh shukar hai aap thik heiN..gariaN aati jaati rehti heiN. Ok shokay taqreeban ka keya matlab hai bhai ?

KahaaN lagi hai aap ko ..
Aap ki car insure tho hogi na ?
Allah Tallah aap ko hamesha salaamat rakheiN bhai..AMEEN SUMAMEEN.
Love u loadz
