8 September 2004 hamaray mulik ka legend aur azeem sufi writer Ashfaq Ahmed Shaib ka wisal howa tha. aaj on ki pehli barsi ha. friends aain mil kar ess azeem sufi ka leay dua karain. keh ALLAH(SWT) en ka darjat ku buland karay. aur humain en ka naqsh-e-qadam par chalnay ki tufeeq day.
AMIN SUMAAMIN |