Re: !~~! Non-Stop Bait Baazi !~~! Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
Daboya Mujh Ko Honay Nay, Na Hota Main To Kiya Hota
Hova Jab Gham Say Youn Bay-Hiss, To Gham Kiya Sir Key Katnay ka
Na Hota Ger Juda Tunn Say, To Zaano Pay Dhara Hota |