Re: Ha Ha Ha Ha Ha !!! Thanks God k sweety zinda hain
aur jahan tak baat misbah ki hai tu os ko koi faida hoa ya nahi lakin
hum sab ko Khuda yaad ah gia k hum ne b achanik kisi rooz asay he khabar ban jana hai
aur achanik eik dam se sab khatam ho jay ga
Ab main yah khon k main tu pahlay he kahta tha k Sweety Zinda hain
apny monh mian mithoo banna hoga 
__________________
Signature Removed Due To Size. Check The Rules. Thanks
|