nice sharing brothe i also want to say that, pyar kabhi manzalo aur baato ka muhtaj nahee hota yeh to bazaat khud ik lazawal shay hay jis ki manzil nahee bal keh yeh khud ik manzil hay aur is ka pana khoona kaya is mien to haqeeqatin posheeda hain jis qadar chaya dhoondh lo wasal he aakhari shay nahee hota yahan per aur na he hijjar aakhari asal mein is mein asal bata to jisay chaha jaaiy us ki khushi hay jo woh chahta hay woh is ka kahir hay wohi sahee hay kiyoh k eh to qybani aur aisaar ka name hay na keh lainay dianay ka khair i think its enough 4 at the moment
