bohat acha kaha hai app nein. aur bohat hi acha likha hai. lekin mein app ki ek baat ke khilaf hoon, app nein kaha ke "Jab kay hasal ki jaanain wali mohabbat aik sachi aur lazawal mohabbat aur aik azaaz mohabbat hoti hai" lekin mera maana yeh hai ke jo pyaar hasil kertey hain, woh pyaar ka asal matlab hi nahin jantey. lekin ager app ko kismat se app ka pyaar naseeb ho jaye to woh pyar, pyaar hai. kiun ke pyaar kerney ka yeh matlab nahin hota ke jis se app pyar kertey hain us ko app nein "lazmi" paana hai.aurdusri baat mein dusrey topic mein bhi yeh keh chuki hoon aur abh dubara kahoon gikeh ager kisi ko us ka pyaar nahin milta to us ka hargiz yeh yeh matlab nahinhai ke un ka pyaar sacha nahin tha. Pyaar chahye miley na miley, pyar pyaar hi hai. |